Muashrey mein aam taur par aur muslim muashrey mein khas taur par jo ghalat tasawur raij hai ke zaboor aur suhuf Quran se pehle ki nazil karda kitabein hein joab mansookh ho chuki hein aur aakhir mein chauda so saal pehle insaano ki hidayat ke liye Quran ka nazool hoa. Iss dars mein iss baat ki wazahat ki gai hai ke zaboor suhuf aur alwah kiya hein aur inn sab ka kya maqam hai. ye dars agar Muhammad Shaikh ke dosrey daroos Quran kiya kehta hai Quran Kitab aur Taurat Injeel ke saath munsalik kar ke daikha jai to mazeed wazahat ke liye bohat madadgar sabit haga
Muhammad Shaikh