Zabanain

Yeh ek intehai ahem lecture hai aur sachai ke mutalashiyon ke liye dekhna zaroori hai, jo ulama-e-kitab ke darmiyan mojood mutazaad maloomat se uljhe huye hain. Yeh lecture wahi ki zuban ki nishandahi karta hai (jo Arabi mein hai) aur un shararti logon ki bhi nishandahi karta hai jo apni khwahishat ko zabardasti kitaab mein fit karne ke liye Quran ke Arabi alfaaz ka ghalat tarjuma karte hain. Arabi (wahi ki zuban) ke maqsad ki mukammal tafheem ke liye is lecture ko “Rooh/Johar ke baare mein Al-Quran kya kehta hai” ke saath mil kar dekha jana chahiye aur yeh ke yeh kaise ek jaisa raha aur kaise johar waazeh Arabi zuban ke saath logon ki zubanon mein muntaqil hota hai.


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers