Ummulqura Duniya mein Makkah shehar kosb jantay hain kyunkay isi shehar mein Allah ka ghar hai aur duniya ke tamam musalman isi shehar mein omra aur hajj ki adaigi ke liye jatay hain. lekin logon ki aksariyat ko is baat ka ilm nahi hai ke Makkah shehar ko Ummulqura / bustiyon ki maa bhi kaha jata hai. duniya mein is shehar ka kya maqam hai aur duniya ke tamam shehron ke liye is shahar Makkah ka kya kirdaar hai, Muhammad Shaikh ka yeh dars isi baat ki wazahat karta hai aur bohat ahmiyat ka haamil hai .
Muhammad Shaikh