Muhtaram Maheeney

Yeh lecture jisay samjhna bohat zaroori hai kyunkay yeh quran mein mazkoor chaar muqaddas mahino par roshni dalta hai jo Allah ki taraf se hamein hamaray zaati kirdaar ki nashonuma ke liye ataa kiye gaye hain sab se ahem baat yeh hai ke yeh lecture is baat ki bhi wazahat aur nishandahi karta hai ke muslim calendar ke baara mahino mein se kon se chaar mahino ko muqaddas tasawwur kya jata hai aur un mahino mein musalmanoon ko kon kon se faraiz aur zimma dariyan ada karni hain aur un ki pabandi karni hai .


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers