Moosa ki Kitab

Muashre mein aam tor par ye samjha jata he ke Allah ne Moosa pbuh ko jo kitab di wo taurait hai. Iss dars mein iss baat ki wazahat ki gai he ke Allah ki kitab ke mutabiq Moosa pbuh ka kya maqam hai aur unn ko kaun si kitab di gai. Ye dars sunney ke baad na sirf logon ke liye ye baat hairani ka bais ho gi ke Quran mein kahein nahein likha ke Allah ne Moosa pbuh ko taurait di balke iss baat ki tafseel se wazahat ho jaey gi ke Moosa ko konsi kitab mili


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers