Iss dars mein na sirf iss baat ki wazahat ki gai hai ke Muhammad pbuh jo Allah ke Rasool hein unn ki zaat kya hai aur kis tarha tamam anbiya ki mohar hein. Balke iss ki bhi wazahat ki gai hai ke unn ka kaul kahan mehfooz hai aur wo kis tarha tamam insano ke liye behtareen amali namoona hein. Ye dars musalmano ke liye to ahmiyat rakhta hi hai balke unn musalmano ke liye bhi ahem hai jo ye janna chahate hein ke Muhammad pbuh ki pairvy kis tarha ki jai
Muhammad Shaikh