Kitab (2006)

Muashrey mein ye emaan ka hissa samjha jata hai ke Allah nein chaar kitabein nazil ki hein jo makhsoos anbiya ke saat mansoob hein. Ye dars iss baat ki wazahat karta hai ke Allah ki ye kitab kab se hai aur yehi kitab kis ko di gai aur ye kin logo ke liye hidayat hai aur ye kitab har zamane mein kis shakal mein maujood hai. Ye dars iss baat ki tardeed kar deta hai ke dunya mein maujood naam nihad mazhabi kitabein Allah ki taraf se nahein hein balke ye sab insaan ki likhi hoi kitabein hein.

Tags

Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers

You May Also Like