Ye dars iss mauzo se mutaaliq hai jo Eesai mazhab mein uljhan aur shuba ka bais hai jo muslim muashrey mein bhi sarayat kiya hoa hai. Iss dars mein Eesa pbuh ki paidaish, Zindagi aur khandan ke mutaaliq honey wali ghalat fehmiyon ki wazahat hai, iss ke ilawa unn ki wafat aur unn ki dobara wapis na aney ki bhi wazahat ho jati hai inn sab nuqaat ki mazeed wazahat ke liye Musalmano aur Eesaiyo ke liye ye dars dekhna lazmi hai.
Muhammad Shaikh