Aulia

Auliya lafz *Wali* ki jama hai aur iske ma’ni sarparast ke hain. Aam tor par maashray mein Auliya un logon ko samjha jata hai jo Allah ke bohot qareeb hain aur agar log inhi logon ka daaman pakar lein aur unke qareeb ho jayein to Allah unko bakhsh dega. Aur qareeb-qareeb har mazhab mein isi tarah ka tasavvur paya jata hai. Jabke lafz *Wali* aur *Auliya* Quran mein manfi aur musbat dono tarah ke rawaiyon ki nishandahi karta hai. Is dars mein isi baat ki wazahat ki gayi hai ke Auliya lafz ke sahi ma’ni kya hain, yeh kis tarah istemal hua hai aur Quran mein kin logon ko Auliya kaha gaya hai. In sab baton ki wazahat ke liye yeh dars dekhna bohot ahmiyat rakhta hai.

Tags

Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers