Khudaun aur Allah (2002)

Yeh bunyadi tor par bohat ahem mauzo hai jis mein is baat ki wazahat hoti hai ke insaaniyat ney har zamane mein kon kon se jhutay khudaon ko pakra sun-hwa hai aur un khudaon ka maakhuz aur shuruvaat ensaan ki nafsiat mein hi hoti hai. Lekin uskay sath yeh dars yeh bhi bayan karta hai ke kis terhan Quran mein rasool aur nabi ibrahim alaihe salam ney logon ke buton ko tora aur un ko asal Allah se muta-arif karaya. Uskay ilawa yeh dars bible ke nazriaat jo yahodi aur isaai mantay hain un ko bhi zahir karta hai. Un sab ki tafseeli wazahat ke liye yeh dars dekhna laazmi hai


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers

You May Also Like

HD
Apne Khuda ko Pechano
Khudaun aur Allah