Ahle Kitab

Maashra mein yeh imaan ka hissa samjha jata hai ke Allah ne chaar kitaabein naazil ki hain jo makhsoos ambiya ke saath mansoob hain. Yeh dars is baat ki wazahat karta hai ke Allah ki yeh kitaab kab se hai aur yeh kitaab kis ko di gayi aur yeh kin logon ke liye hidayat hai aur yeh kitaab har zamane mein kis shakal mein maujood hai. Yeh dars is baat ki bhi tardeed kar deta hai ke duniya mein maujood naam nihad mazhabi kitaabein Allah ki taraf se nahi hain balke yeh sab insaan ki likhi hui kitaabein hain.


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers