Talaaq

Islam wahid mazhab hai jo Talaq ki ijazat deta hai, dar haqeeqat quran mein aik poora baab mojood hai jis ka naam "Talaaq" hai, Talaaq ke mojooda tareeqay aam tor par Quran mein khuda ki taraf se muqarrar kardah sahih tareeqa se bohat daur hain. yeh lecture Quran mein Talaaq ki sharait par ghor karta hai jab mard Talaaq day raha ho aur aurat jab Talaaq day rahi ho, kyun kay Quran mein mard aur aurat dono ko khuda ne yeh ikhtiyar diya hai. is lecture ko un lectures ke sath mil kar dekha jana chahiye ke nikah / shadi ke baray mein quran kya kehta hai aur yeh bhi ke quran miyan aur biwi ke rishte ke baray mein kya kehta hai.


Speaker

Muhammad Shaikh

Muhammad Shaikh

Download Servers